Pahle "phool, choclate aur movie"..
ab chakala, belan aur tv.....
Pahle" mujhe tumse kuch kahna hain"...
Ab "khane me kya bana hain"...
Pahle "mere papa se baat karne ke bahane dhundhna"....
Ab " papa ka ph aate hi aankhe moond so jana"...
Pahle "sirf ishq ishq aur ishq".....
Ab sirf" kisht kisht aur kisht".....
Pahle" tu meri chanda main tera suraj"...
Ab "tumhe kuch nahi aata murakh"....
Pahle "my heart yearns for you"
Ab "I earn for you"....
Pahle barish = sawan....
ab barish = kharab mausam...
Pahle "tum bhi kuch kaho na"....
Ab " are yaar chup bhi raho na"....
Pahle "Tum kitna achha likhti ho"....
Ab " sara din yahi sab karti ho"......